Song picture
Piya Cover By D@NI
Comment Share
Free download
Artist picture
Just now we don’t have any special band jusss bcoz don’t have any musician frnds gathering. When I’ want to compose any music or song I jusss take help with my frnds who always help me and appriciate me. & my one Dear cousin always help me in any kinda problem.
Song Info
Genre
Acoustic Cover Songs
Author
Daniyal
Uploaded
August 04, 2006
Track Files
MP3
MP3 0.8 MB 128 kbps 0:51
Lyrics
"PIYA" teri yaadain mulaqaatein wo raatein aur baatein teri saasein wo baahein ab muj ko yaad aaein tere bina mera jiya sataaey ai kyun piya yaadon ne teri muj pe ye jaadoo kiya teri saasein wo baahein ab muj ko yaad aaein wo adaaon ki ghataein mere dil ko choo jaaein pyari ye duniya saari mein ne hai tuj pe waari phir bhi mere dil ne tuj se yaari ki baazi haari mere khayalon mein khayalon mein bus too meri nigahon mein nigahon mein bus too wapas aajaaaoo mere pass tum sada wapas aajaao mere pass tum sada suna mera chaha bhola mein hun kahan jab tak hai jaan mein jaan tera rahon piyaaaaaaaaaa...wapas aajaao mere pass tum sada wapas aajaaoo...mere pass tum sada piyaa mera jiyaaaaaaaaaaaaaa piya mera jiyaaaaaaaa too hai kahan? tera karon intezaar too mere dil ka qaraar itna hai aaitbaar maanon ga na mein bhi haar...
Comments
Please sign up or log in to post a comment.