Arranged this song a while ago for a friend, it's an instrumental version. I hope you people will like my rendition of this song, its done in a reggae style. The melody line is played very slightly in the background!
I play the keyboards and i try to sing a little.
I used to play in a band, but that's a while ago, so since that's past, i've picked up my hobby, using the computer for making music!
This is what i always wanted to do, but because of the band, i wasn't able to do that!
Lyrics
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
Jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
Jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu…
Anjaane saayo ka, raaho mein dera hai
Andekhi baaho ne, ham sabko ghera hai
Ye pal ujaala hai, baaqi andhera hai
Ye pal gawaana na, ye pal hi tera hai
Jeene waale, soch le, yahi waqt hai kar le, puri aarzoo
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
Jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Is pal ke jalwo ne, mehfil sawaari hai
Is pal ki garmi ne, dhadkan ubhaari hai
Is pal ke hone se, duniya hamaari hai
Ye pal jo dekho to, sadiyo pe bhaari hai
Jeene waale, soch le, yahi waqt hai kar le, purii aarzoo
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
Jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu…
Laaa, lalaaaaalalalalalaaaaaaa…………
Is pal ke saaye mein, apna thhikaana hai
Is pal ke aage hi, har shae fasaana hai
Kal kisne dekha hai, kal kisne jaana hai
Is pal se paayega, jo tujhko paana hai
Jeene waale, soch le, yahi waqt hai kar le, puri aarzoo
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
Jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
Jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Jo bhi hai, bas yahi ek pal hai (5x) Fade out